Aye Saiyan lyrics

AYE SAIYAN

Aye Saiyan lyrics from the movie Babumoshai Bandookbaaz composed by Gaurav Dagaonkar and sung by Orunima
Bhattacharya and Vivek Naik. Lyrics were written by Ghalib Asad Bhopali.Nawazuddin Siddiqui and Bidita Bag are
leading actors in this movie. Babumoshai Bandookbaaz is directed by Kushan Nandy.

 

Details:

Song- Aye Saiyan

Movie- Babumoshai Bandookbaaz

Singer- Orunima Bhattacharya and Vivek Naik

Music- Gaurav Dagaonkar

Lyrics- Ghalib Asad Bhopali



 

LYRICS


Aankhon jaisa aankh nahi hai
Are aankhon jaisa aankh nahi hai
Kajak kajal karta hai..
Aankhon jaisa aankh nahi hai
Kajak kajal karta hai…
Aye saiyan chasma lagaila
Ab na ayi hai jawani
Aye saiyan chasma lagaila
Ab na ayi hai jawani
Hoonthon jaisa hoonth nahi hai
Laali ka dil karta hai
Hoonthon jaisa hoonth nahi hai
Laali ka dil karta hai
Aye saiyan panwa chabaila
Ab na ayi hai jawani
Aye saiyan panwa chabaila
Ab na ayi hai jawani
Ayi hai jawani
Na ayi hai jawani
Ayi hai jawani
Na ayi hai jawani
Aye saiyan panwa chabaila
Ab na ayi hai jawani…
Baalon jaisa baal nahi hai
Shampoo ka dil karta hai
Baalon jaisa baal nahi hai
Shampoo ka dil karta hai
Aye saiyan julfi kataila
Ab na ayi hai jawani
Aye saiyan julfi kataila
Ab na ayi hai jawani
Seijo jaisa seij nahi hai…haan..
Seijo jaisa seij nahi hai
Saiyan ka dil karta hai
Seijo jaisa seij nahi hai
Saiyan ka dil karta hai
Ae guiiyan devar bulaila
Phir na ayi hai jawani
Ae guiiyan devar bulaila
Phir na ayi hai jawani
Aye saiyan julfi kataila
Ab na ayi hai jawani
Aye saiyan chasma lagaila
Ab na ayi hai jawani
Aye saiyan panwa chabaila
Ab na ayi hai jawani
Aye saiyan julfi kataila
Ab na ayi hai jawani..hahaha..!!

 

   See More From BABUMOSHAI BANDOOKBAAZ Movie

Leave a Reply